YouTube Ke Baare Mai ham Ye to Jaante hai ke iski Madad se ham Paisa Kama Sakte hai. Bhut Se Log acha Paisa Kama Bhi Rahe hai Youtube se. Apne Hamari Pichli Post Mai Jana tha ki Youtube Par Video Upload Kaise Kare? or Aaj Ham is Post Mai Jaanege ki Youtube Par Video Upload Karne ke Baad Paisa kamana Start kaise kare.
Youtube Video Monetize kaise kare Step by Step muje follow kare
Step 1:
Apne YouTube Account Mai Sign In Kare.
Step 2:
1. Youtube ke Bagal Mai ek Patti Bani Hai 3 Line Ki Us par Click Kare
2. My Channel Par Click kare
3. Video Manager Par Click Kare
Video Manager Par Click Karne ke Baad aapki Channel ke Video Manager khul Jayega.
Agar aap Mobile Mai Kar Rahe Hai to is Link Par Click Karke Video Manager Par Ja Sakte hai.. Or apko Same Aise hi Follow karna hai. Is Liye aap Browser Mai ja Kar Desktop Views Ko Enable karde.
Step 3:
Apne Video Manager Mai aap dekhege ki aapne jo Video Upload kia hai Uske Samne 2 Icon hai. Iska Matlab abhi aapke account Par Monetization Enable nahi hai.
Step 4:
1. Ap Ap Dekhege Monetization K Niche Ek Button Hai Enable Ka Us Par Click Krdijie
Step 5:
Ab Ek Popup Window Khulegi.
1. Enable My Account Par Click Kare.
Step 6:
Ap Ek New Page Khulega YouTube Ki Term Condition Ka.
1. YouTube ki Term Condition Ko Ap Ache Se Read Kar Lijie Or Uske Vad Tik Kar Dijiye.
2. Fir I Accept>> Ke Button Par Click Kar Dijiye.
Step 7:
Ab Apka Monetization to Enable ho gaya hai. Ab Vo Puch raha
hai ki AAp Apne Video Par Konsi Ads
Chate ho. Aisa hi Rahnede or Monetize ke Button Par Click Kar Dijiye.
Step 8:
Jaise hi aap Monetize Par Click Karege, AAp Vapis Se Apne
Account ke Video Manager Main Pahuch Jayege. Par Ab AAp Dekhege ki Jo Video hai
Uske Samne Ek Green Color Mai $ Ka Sign aa Raha hai. Matlab Monetization to
Enable Ho Gaya Hai.
Abhi Apki Video Par Ads to aayegi Par Apki Income nahi Hogi
Jabtak AAp Adsense ke Account Ko Youtube Account se Nahi Jod Dete. Adsense
Account ko Youtube Channel se Jodne ke liye
Yaha Par AAp Dekhege ki Monetization ke Niche ek Green Line aa Rahi hai. Ye Sign hai Enable ka.
- Monetization ke Samne Jo Likha Huaa Hai Usme Ek link hai. “View Monetization Serrings” Ke Naam Se Us Par Click Kare.
Step 10:
2. Associate an AdSense Account ke Link Par Click Kare.
Step 11:
Ab AApse Pucha Jayega Adsense Account Se Connect Karne Ko.
1. Next Ke Button Par Click Kare.
Step 12:
Ab Adsense ki Site Khulegi. Uspar Vo Puchega Apka Google ka Account Hai Ja Nahi.
Step 13:
Ab Apko Gmail Id Ka Password Dalne ko Khulega.
1. Apna Password Dale.
2. Sign In Par Click Kare.
Step 14:
1. Apni Language Select Kare.
2. Continue Ke Button Par Click Kare.
Step 15:
Ab Apke Samne Ek Form Open Hoga.
Is Form Mai Bilkul Sahi Detail Fill Kare. Address Bhi Sahi Hona Chaiye. AApke Address Par Ek Latter AAyega Google Se Usmai ek Verification Code HogA Vo AApko Apne Adsense Account Mai Dalna Hoga. Tabhi Apko Apki Payment Milegi.
Form Mai Shi Detail Fill Karne Ke Baad Jaise He Ap Submit My Application Par Click Karege. AAp Vapis Apne Youtube Account Par AAjayege.
To Ab Hamne Monetization Bhi Enable Kar Diya Hamare Youtube Channel Ka Or Adsense Account Se Connect Bhi Kar Diya.
Ab Jo Aapka Video Hai Usko Jab V Koi Dekhega AApki Income Hogi.
Agar Ap Ka Koi V Questions Ya koi V Dout Hai To Comment Jarur Kare. Hame Yeh Jarur Bataye Ki Apko Yeh Jankari Kaise Lagi ....................
No comments:
Post a Comment