android mobile Se Computer Mai internet Kaise Chalaye in Hindi - MRD INFO

Breaking

Wednesday, March 25, 2020

android mobile Se Computer Mai internet Kaise Chalaye in Hindi

http://www.mrdinfo.com/

Hello Dosto Aj Ke Time Mai Android Phone Sabke Pass Hota Hai Or Hum Us se Bhuut Sare Kam Kar Sakte Hai. Par Kai Bar Esa Kam Hota Hai Jo Apke Android Phone Se Nahi Hota To Us Case Mai Hume Computer Ki Jarurt  Hoti Hai Or Ap Us Mai Internet Connect Karna Chahate Hoge Android Phone Ke Jariye Par Kisi Problem Ke Karn Mobile Ke Jariye Computer Mai Internet  Connect Nahi Ho Pata Hoga. Tab Eska Solution OR Tarika Internet Par Search Karte Hai.

Toh Isiliye Mai Es Post Mai Apko Batauga Ke Ap Apne Android Ke Jariye Ap Apne Computer Mai Internet Kaise Chala Sakte Hai. Vaise Toh Kafi Tarike Hai Mobile Se Computer Mai Internet Chalane Ke Liye Par Hum Sabse Aasan Tarika Use Karege. Eske Ke Liye Apke Pas Apke Android Phone Ki Data Cable Hona Jaruri Hai Jisko Ap Apne Phone Ke Jariye Computer Mai Connect Kar Sake .

Android Phone Se Computer Mai Internet Kaise Chalaye:-

Android Phone Se Computer Mai Internet Kaise Chalane Ke Liye Niche Diye Gaye Steps Ko Follow Kijiye:-

Step 1:- Sabse Pahele Apne Android Phone Ko USB Data Cable Ke Duwara Apne Computer Se Connect Kare.

Step 2:-  Ab Apne Phone Ka Data On Kare.

Step 3:-  Ap Apne Android Phone Ki Setting Mai Jaye. Or Vaha Apko Mobile Hotspot and tethering Nam Ka Option Dekhai Dega. Uspar Click Kar Dijiye. 
                                               ⇓
http://www.mrdinfo.com/


Step 4:- Ab Apke Sahmne 3 Option Dekhai Dege Apne Un Option Mai Se USB tethering Ko On Karna Hai.       
                                                                     
http://www.mrdinfo.com/



Step 5:-  Ab Thora Wait Kare. Jab Apke Computer Mai Jaise Picture Mai Dekhaea Gya Hai. Vesa Sign Ban Jae. Tab Apke Computer Mai Internet Chalna Start Ho Jaega.
                                               ⇓
http://www.mrdinfo.com/


Ab Apke Computer Mai Internet Chalna Start Ho Gya Hai. Ab Ap Apne Computer Ke Browser Mai Jo Website Kholna Chahte Hai Khol Sakte Hai.

Agar Apko Es Post Mai Samaj Na Ae Toh Jeh Video Dekh Sakte Hai.                               



Agr Apko Ko Fir Bhi Koi Problem Ati Hai Toh Ap Muje Comment Mai Push Sakte Hai. Agr Apko Post Acha Laga To Ap Apne Friends Ke Sath Or Social Media Par Jaroor Share Kare.





No comments: