(Hindi) how to change your gmail account password - MRD INFO

Breaking

Wednesday, March 25, 2020

(Hindi) how to change your gmail account password

http://www.mrdinfo.com/


Hello Friends I am Mr. Rajinder Singh. Friends Kya Apko Pta hai Apka Gmail Account Kabi Bhi Hack Ho Sakta hai. 
       Agr Apke Gmail Account Se YouTube Channel Bna Hua Hai or Apke Bhut Jeada Subscriber hai or Apne Weak Password De Rakha Hai to Apka Gmail Account Hack Ho Sakta Hai. Gmail Account Ko Hack Hone Se Bachane Ke Liye Niche Diye Gye Steps ko Follow Kijie.


1. Ap Apne Gmail Account ka Password Strong Dale Jaise ke Password mai Character, Number or Afa Batik  ka Use Kare.

2. Har 3 Month ke Vad Apna Password Jarur Change Kare.

3. Jab Kabi Bhi Ap Apna Gmail Account Kisi Unknown Person Ke Computer ja Laptop mai Login Kare To Logout Jarur Kare. Or Jis Browser Mai Login Kia tha Us Browser Ka Clear Browsing Data Jarur Kare Aise Apka Gmail Account Safe Rahega.

Gmail Account Ka Password Kaise Change Kare Niche Diye Gye Steps Ko Follow Kijie.

Step 1.  Sabse Phele Apne Gmail Account Ko Sign In Kijie. Or Uske Vad Right Side Mai Star Ka Nishan Bna Hai Uspe Click Kijie Or Uske Vad Settings Mai Click Kijie.




Step 2. Ab Apke Samne Ek Esa Page Open Hoga. Apne Phele Accounts And Import Mai Click Karna Hai or Uske Vad Apko First Number Pe Change Password Ki Option Aaegi Us Par Click Karna Hai. New Window Open Hogi. 




Step 3. Uske Vad Apko Gmail Account Sign In Karna Hai. Old Password Dale Apne Gmail Account Ka or Sign In Ke Button Par Click kar Dijie.




Step 4. Ab Ap New Password Create kare Jo Ap New Password Dena Chahte Hai. Dono Box Mai Same Password Dale. Uske Vad Change Password Ke Button par Click Kar Dijie. 
Jeh Lijie Apka Password Change Ho Gya Hai. Agr Apko Kuch Pushna Hai To Ap Mujse Comment Mai Push Sakte Hai.





No comments: