(Hindi) how to upload video to youtube? - MRD INFO

Breaking

Wednesday, March 25, 2020

(Hindi) how to upload video to youtube?

http://www.mrdinfo.com/


Sabse pahle www.youtube.com Par Jaye or Apne Gmail account se log in kare. Agar aapke Pass Gmail Account nahi hai or gmail account Banana Chahate hai to yaha click kare Google Par New Gmail Account  Banaye? Video Upload karne ke liye Upload Par click kare. Ab Aapke samne ek aysi window khulegi


http://www.mrdinfo.com/

1. Yaha Par Click karke Apne Computer Main se Video KO choose kare
(AAp Apne Laptop Main se video KO Mouse se Utah kar yaha par Patak sakte hai video Upload Hona Start ho Jayega)
2. AAp Apne Google+  Video KO yaha Par Click karke Direct Upload kar sakte hai.
3. Yaha Par Click karke aap Direct apne camera se video bana kar Upload kar sakte hai. 
4. Google+ Par chat karte huye Video Bana kar bhi Upload kar Sakte hai.
5. AAp apne Pahle se Upload kiye gaye Video  yaha par Click karke Edit kar sakte hai.

Jab aap apna Video Choose karenge or jaise hi Video Upload Hona Start ho jayega to ek new window khul Jayegi is taraha

http://www.mrdinfo.com/


1. AApka Video kitne % Upload Ho chukka hai wo Yaha Par dikhega.
2.  Yaha Par AApko Apne Video Ka Naam Dalna hai. AAp Jo bhi Dalna chahe. 
3. Yaha Par aapko Apne Video se Relative Jankari Likhni hai. Jaise Video Mai kya hai, Video kis Bare Mai hai, or is Video Ka Relative kis kis Chij se hai.
4. Yaha Par aap Apne Video Mai Tag Decalitre sakte hai. 
5. Yaha par aap apne Video KO ye set kar sakte hai ki AApki Video KO koun Dekh sakta hai or koun nahi agar aap chahate hai ki AApka Video Sari Duniya Dekhe to public hi rahne de.
aap apne video KO direct Google+ or Twitter par bhi send kar sakte hai Google or twitter par tik karke
6. Yaha par aap apne video ke sath koi Message Add kar sakte hai.
7.  Yaha aap apne video KO apni list Mai Add kar sakte hai. 
8. Jab aapka Video Upload Ho jayega to yaha par three Thumbnail aa jayegi. in Mai se aapko ek Thumbnail KO chunna hai jo aapko Jyada Positive lage. Ye Thumbnail aapke Video ke Start hone se pahle dikhayi deti hai.  (aap apne pasand ki or bhi Thumbnail choose kar sakte hai jiske Bare Mai aapko Badh MAI Btaunga)
9. Jab aap apne video ki Puri Jankari bhar ke complete kar Le to video KO public karne ke liye Yaha par Click kare.
10.  AApne jo Video Upload kiya hai use dekhne ke liye yaha Par Click kare.

11. Agar aap or Video Upload  karna chahate hai to Yaha par Click kare.

No comments: