You Tube Se Paise Kaise Kamaye Video Banakar? (make money online) - MRD INFO

Breaking

Wednesday, March 25, 2020

You Tube Se Paise Kaise Kamaye Video Banakar? (make money online)

You Tube se paisa kamana bhut he asan koi v online paisa kama sakta hai chae vo koi bacha ho, collage student ho, buda ho, house wife ho chae vo nokri karta ho. Aj mai batane ja raha hu ki sirf video bna k ap kaise paisa kama sakte hai. Sirf apko karna kya hai video banaye or You Tube par upload kar dijie.


http://www.mrdinfo.com/


You Tube Kya Hai ?

Youtube ek Website hai jis par duniya bhar ke log apne video dalte hai or video dekhte bhi hai. or is ke Jariye  bhut se log bhut achi income bhi kar rahe hai.


You Tube Par Kya Karna Hoga Apko?


www.youtube.com jaiye or apna account bana lijiye. Youtube par account kaise banaye ye jaanne ke liye yaha click kare aapko ek video banana hai, video jitna acha hoga aap utne hi jada paise kamayege. Video aisa banaiye ki Logo Ko pasad aaye. bo kisi bhi topic par sakta hai jaise koi comedy ho, koi short film ho, kisi chij ke Knowledge par ho, kuch bhi jo aapko lage ki logo ko ye pasad aayega. bas ek video bana daliye 5-7 minute ka.



Video Upload

Apna YouTube account Main Upload ki Option par jakar apne Video KO Upload karde.

Youtube Par Video Upload Kaise Kare?

Video KO Monetize Kaise kare $

YouTube ek Option deta hai apni video KO Monetize Karne Ka Matlab video par ads dikhane ka jisse hamari income hoti hai. Monetize karne ke sath aap KO Google Adsense Account bhi banana hoga or usko YouTube account se Jodna Hoga.

You Tube se Earning kaise Hogi?

Jab bhi Koi viewers ap ki Video Ko dekhe ga tab Us Par Adsense ki ad show hongi or Jab koi is ad ko open karega tab apke account mai income hogi or is Tarh ap apni Video se Earning Kar sakte Hai. Agar koi ads par click nahi karta hai tab bhi ap ki 1000 bar video dekhne par kam se kam $1 ki Earning hogi.

Payment kaise Milegi?

payment kab OR kaise mile ga ye question apke mind m jald hi a gaya hoga. Ap KO apke video Ki Earning adsense k account k through mile ga aur adsense k account m jab aap ki income $100 dollar tak ho jayegi tab adsense apko payment karega. Adsense payment ki method alag alag countries ke hisab se alag alag hai. angle. India Main Check or EFT mean Electronic Fund Transfer k through payment karte hai. EFT Option se Money  direct ap k batye Bank account Main transfer ho jayegi.

muje pata hai aapke dimaag Main bhi se Questions aa rahe hoge jiska Ans aap chate hai to sochiye mat bas comment kar dijiye. Maine aapke Questions Ka jabab jarur duga or muje khusi hogi aapki Help karne Maine.

No comments: