Dosto Adsense sabhi country mai alag – alag throw payment Karta
Hai.
India mai Adsense
Payment Do throw Karta Hai
1. Check 2. (EFT) Matlab Electronic Fund Transfer
Ke Jariye Balance bhejta tha .But Es Time Direct Aapke Account mai Balance Transfer karta hai.
How To Add Bank Account In Adsense
Step 1. Sabse Pahle Apne Adsense Account mai Jaye
Step 2. Ab aap account ke Side mai Setting ka icon show ho raha hoga Uspar Click karke Payment
par Click kare
Step 3. Ab Aapke Samne New page open hoga ab Right Side mai get paid
Ke Samne Mange ke Option par click kare
Step 4. Add A
New Payment Method
Par Click Kare
Step 5. Ab Apko Apni Detail Fill Karna Hai.
1. Account Holder Name ( Apko Bank Account Name dalna hai)
2. Bank Name (Apko jis bank mai account hai use dalna hai)
3. IFSC CODE (Apko Apne Branch Ka IFSC Code dalna hai)
4 SWIFT CODE (Apko apne Branch Ka Swift code dalna hai)
5. Account
Number (Isme Aapko account Number Add
karna hai wo Bhi do baar)
6. Set this Payment Method As Primary par tick kare
Last Mai Save
ke Button par click kare
Dosto aapka Bank
Account Submit ho gaya
hai
No comments:
Post a Comment