Hello Dosto Ap Jante He Honge Aj Ke Time Mai Whatsapp Kitna Jeada Popular Ho Chuka Hai Chatting Ke Liye. Aj Ke Time Mai Sabi Log Whatsapp Use Karte Hai But Enke Future Ke Bare Mai Kuch Logo Ko He Pata Hai. Aj Ke Post Mai Hum Apko Btaege Ki Whatsapp Mai Bold, Italic, Cross Line And Space Word Type Karke Kaise Apne Friends Ko Message Kaise Kare.
Whatsapp Mai Bold, Italic, Cross Line And Space Mai Kaise Message Send Kare:-
1.Bold Font Mai Kaise Message Likh Kar Send Kare:-
Bold Mai Likhne Ke Liye Apko (*) Symbol Ka Use Kare Jaise(Star Symbol Ka Use Kare) Jaise Ap Message Likhte Hai Uske Age And Message Ke Badh Pura Hone Ke Badh Symbol Use Kare Bina Space Diye Text Ke Sath.
Example:-
*Jaha Apka Text Message* Bina Space Diye Fir Send Karde ** Ke Vichkar Mai Text Bold Style Mai Ho Jaega.
2. Italic Font Mai Kaise Message Likh Kar Send Kare:-
Same Upar Bold Text Likhne Ke Liye (*) Ka Use Kia Tha Waha Apko ( _ ) Es Symbol Ka Use Karna Hai.
Example:-
_Jaha Apka Text Message_ Ab Apko Message Send Karna Hai. Apka Text Message Italic Style Mai Send Ho Jaega.
3. Cross Line Mai Kaise Send Kare Message:-
Same Humne Jo First No. Par Bold Mai Likhne Ke Liye (*) Ka Use Kia Tha Waha Apko ( ~ ) Es Symbols Ka Use Karna Hai
Example:-
~Jaha Apka Text Message~ Ab Message Send Kare ~ Es Symbol Ka Use Karne Se Apka Text Message Cross Line Style Mai Send Ho Jaega.
4. Space Mai Kaise Send Kare Message:-
Same Humne Jo First No. Par Bold Mai Likhne Ke Liye ( * ) Ka Use Kia Tha Waha Apko 3 Bar ( ``` ) Es Symbols Ka Use Karna Hai.
Example:-
```Jaha Apka Text Message``` Ab Message Send Kare
```Es Symbols Ka 3 Bar Use Karne Se Apka Message Space Mai Send Ho Jaega.
Ap Isi Tarh Alag-Alag Style Mai Message Send Kar Sakte Hai.
Agar Apko Upar Diye Gaye Post mai Ache Se Samj Na Aye Toh Jeh Video Dekh Sakte ⇊
No comments:
Post a Comment