youtube monetization start new Update policy 2019/ 4,000 hours of overall watch time or 1000 subscribers - MRD INFO

Breaking

Wednesday, March 25, 2020

youtube monetization start new Update policy 2019/ 4,000 hours of overall watch time or 1000 subscribers



Hello Dosto Agar Ap Ek You-Tuber Hai Is Post Ache Se Read Kare Kuch Din Pahle youtube Ne New. Latest Youtube monetization policy Update Ki Hui Hai Kuch Dino Se Kafi Logo Ke Youtube Channel Par Ads Band Ho Gai Or Kuch Logo Ke Youtube Channel Ko Youtube Ne Suspended Kar Diya Hai. Akhir Yeh Sab Kyu Ho Raha Hai. Youtube Ki New Monetization Policy Policy Ki Vajh Se Jeh Sab Ho Raha Hai.

Jab Chunav Election Ho Rahe The Tab Fake News Wali Videos Upload Ho Rahe The Or Un Videos Par Badi Companyio Ke Ads Show Kar Rahe The. Jeh Sab Dekhte Hue Word Ke Best News Walo Ne Report Karna Start Kar Diya Or youtube Par Jo Companya Advertisement Karwati Thi. Uhnone Youtube Ko Kha Ki Ya To Ap Apne Youtube Platform System Ko Sahi Kare Ya Fir Ham Yaha Ads Ni Denge. 
          Jab Ki Youtube Or Google Ka Revenue Sirf Advertiser Se He Ata Hai. So Uhnone Apne Media Platform System Mai Sudhar Karne Ke Liye New Policy Banai Hai. 2007 Mai Jab Youtube Aya Tha Tab Se Paisa Kamana Bhut Muskil Tha. Us Time Youtube Monetization Policy Kafi Strick Thi Fir 2012 Mai youtube Par Video Upload Karke Paise Earn Karna Kafi Asan Ho Gaya Kyuki Youtube Monetization Policy Mai Changes Kia Gaya Hai.
           Har Koi Youtube Par Apna Channel Banakar Apne Video Ko Monetization Kar Sakta Tha Tabi Achanak Se Bhut Sare You-tuber Aa Gaye Or 1 Hours Mai 4 Hours Ka Content Upload Hone Laga Youtube Ko Yeh Pata Laga Ki Bhut Muskil Ho Gaya Ki Inmai Se Kiska Content Fake Hai Or Konsa Original Content Hai. 
              Aise Mai New You-tuber Fake And Copyright Videos Upload Karne Lage Or Un Videos se Paise Kamane Lage But Ab Aisa Bilkul Ni Chalega.


New Youtube Monetization Update Policy Ka Kisko Nuksan Hoga Or Es Nuksan Se Bachne Ke Liye Hume Apne Youtube Channel Par Konsi Video Upload Nahi Karni Chaiye

1. Hum Apne Television (TV) Se Kisi Bhi Movies, News, Serial, Etc Ke Video Banakar Upload Nahi Kar Sakte Hai. Kyuki En Logo Ne Apki Video Par Calim Kar Diya To Apki Video Delete Ho Sakti Hai.

2. Kai Bar Kuch Log Screen Recording Karke Video Upload Kar Dete Hai. Screen Recording Karke Video Upload Nahi Karna Chahiye. Isse Copyright Issue A Sakta Hai.

3. Yadi Apki Age 18 Year Se Kam Hai To Ap Video Upload Nahi Kar Sakte Hai.

4. Kai Bar Kuch Log Video Banakar Sound Bhi Add Kar Dete Hai. Jisse Google Samjh Jata Hai Ki Yahi Sound To Youtube Par Pahele Se He Mojud Hai Or Apki Video Par Copyright Claim A Sakta Hai.

5. Ap Bho Video Upload Kar Sakte Hai Jo Video Sab Ke Liye Help full Ho. Agr Apne Esi Video Upload Kar Di Jis Se Kisiko Pareshani Hui To Bho Apki Video Ko Delete Karwa Sakta Hai.

6. Jo Log youtube Par Koi Bhi Porn Related Video Upload Karte Hai. Es Se Apka Youtube Channel Suspended Ho Jaega.

7. Apni Khud Ki Image Ko Shodkar Jo Log Kisi Dusre Ki Image Lagate Hai. Isse Bhi Unki Video Delete Ho Sakti Hai.

8. Jo Log Anuchit Video Jaise Ladai, Bhadkaane Wale Etc. Ke Video Upload Karte Hai. Is  Tarh Ke Video Koi Bhi Complaint Karke Delete Karwa Sakte Hai.

9. Jo Log Bollywood Song, Hollywood Song, Dialog Kisi Ke Voice Ko Apne Video Mai Add Karte Hai Unko Bhi Nuksan Hone Wala Hai. 

10. Jo Log Dusre Channel Ki Video Download Karke Apne youtube Channel Mai Upload Karke Paisa Kama Rahe Hai Unka Youtube Channel Ko Bhi Ban Kar Diya Jayega.

           Ap Video Creator Karte Time In Steps Ko Jarur Follow Kare. Apka Koi Bhi Video Copyright Nahi Hona Chahiye, Nahi To Apka Video Delete Ho Sakta Hai, Or Apka Adsense Account Bhi Ban Ho Sakta Hai.


New Youtube Monetization Update Policy Ka Kisko Faiyda Hoga

Un Logo Ko Fayda Hone Wala Hai Jo Log Apni Mehnat Se Video Banate Hai, Apne Khudh Ka Content Upload Kar Rahe Hai Ache Videos Banakar Uspe Original Taricks Se Views Like Share Or Subscriber La Rahe Hai Unko Bhut Faiyda Milne Wala Hai.


Youtube New Update Policy 2017/ 10K Views Start Monetization In Hind

Youtube Channel Par Ab Monetization Sirf 10K Life Time View Ke Badh He Enable Hoga.

Agr Ap New youtuber Hai Toh Apko Pahele 4,000 hours of overall watch time Or 1000 Subscriber Uske Badh He Apko Adsense Par monetization Ke Liye Apply Karna Parega. Fir Youtube Adsense Apke Channel Ko Review Karega Ki Apka Content Original Hai Ya Fake.
             Uske Badh Hi Monetization Enable Hoga Nahi Toh Apke Channel Ko Band Bhi Kia Ja Sakta Hai Isse Hoga Jeh Ki Jo Log Dusro Ki Video Se Paise Kamate The Bho Sab Band Hoga Or Fake News And Jo Maine Upar Point Bataye Un Sabhi Ki Mehnat Bekar Jane Wali Hai Kyuki Ho Sakta Hai Ap Apne Channel Par 10,000 Life Time View Le Bhi Aye Par Jab Apke Channel Ko Review Kia Jaega Tab He Ap Paise Kama Sakte Hai YouTube Par.

            Dosto Yeh Thi youtube Ki New Monetization Update Policy Asha Karta Hu Ki Apko Post Mai Di Gai Jankari Pasand Ai Hogi Toh Share Karna Na Bhule Thanks....


⇓ Watch This Video ⇓

No comments: