Dosto
Agr Ap Adsense Ki Privacy Policy Ko Follow Nahi Karte Hai Toh Apka Adsense Account Disabled Or Suspend Ho Sakta
Hai. Isliye Mai Apke Adsense Ke Liye Kuch Ese Steps Batauga Jisko Follow Karke
Ap Apne Google Adsense Account Ko Disabled Or Suspend
Hone Se Bacha Sakte Hai.
Step 1:
Ap Khud Ki Ads Par Click Na Kare
Agr
Apki Khud Ki Website Ja Blogger Hai Or Ap Adsense Ki Help
Se Ads Set Karte Hai Or Ap Kai Bar Khudh Ki Ads Par Khudh He Click Karte Hai.
Toh Jeh Apki Sabse Badi Mistake Hai Or Agr Ap Apne Friends Ko Bol Kar Unse Ads
Par Clicks Karvate Hai. Toh Jeh Bhi Bhut Badi Galti Kar Rahe Hai. Kyuki Adsense Hamare
Har Ek Action Par Najar Rakhta Hai. Jisse Ki Apko Khudh Ki Ads Par
Click Karne Ki Permission Nahi Deta Hai. Agr Ap Is Rules Ko Follow Nahi Karte Hai
Toh Adsense Team Apke Adsense Ko Disable Ja Suspend Kar Deti Hai.
Step 2:
Jayada Ads Ka Use Na Kare
Apne
Blogger Ja Website Mai Jayada Ads Na Lagaye Kyuki Jayada Ads Lagane Se Apke
Blog Ja Website Ki Loading Speed Bhut Jayada Ho Jaegi Jisse Karn Visitors Ko
Apka Content Ache Se Show Nahi Hoga. Es Liye Maximum 3 Text Ads Or 3 Display
Ads He Lagaye Esi Reason Ke Karn Bhut Sare Bloggers Apne Adsense Account
Kho Chuke Hai.
Step 3:
Traffics
Bhut
Sare Bloggers Ese Hai Jo Bhut Kam Traffic Par Apna Adsense Account
Approved Karwa Lete Hai. Agar Ap Bhi Unhi Mai Se Hai To Apke Blogger Ja Website
Ka Daily Traffic Bhut Kam Hota Hai Or Fir Bhi Bho Apne Blogger Ja
Website Par Adsense Ads
Lga Dete Hai. Jisse Koi Earning Nahi Ho Pati Or Apka Adsense Team Apka Account
Disable Kar Deti Hai. Agar Ap Bhi Un Mai Se Ek Ho Toh Apne Blogger Ja Website
Ka Daily Traffic 400+ Visitors Se Jayada Rakhe.
Step 4:
Copyright Contents
Kafi
Adsense Account Esi Reason Se Disable Or Suspend Kiye Jate Hai Kyuki Bhut Sare
Bloggers Dusre Blogger Ka Content Copy Karke Same Bahi Content Apne Blogger Par
Dal Dete Hai. Google Se Download Ki Sari Image Or Copy
Kia Content Copyright Hota Hai. Kyuki Google Adsense Copyright Content Or Image
Ko Allowed Nahi Karta Hai. Esiliye Ap Jo Bhi Content Apni Site Ja Blogger Par Dalte Hai
Khudh Ka Tyar Kiya Gya Hona Chahiye. Agr Ap En Bato Ko Follow Nahi Karte Hai
Toh Apka Adsense Account Disable Or Suspend Kiya Ja Sakta Hai.
Step 5:
Adsense Ads Code Ko Share Na Kare
Ap
Adsense Ki Help Se Jo Ads Code Apni Site Ja Blogger Par Ads Show Karvane Ke
Liye Lagate Hai. Us Code Ko Kahi Bhi Share Na Kare Or Na He Kisi Ko Bataye Agr
Ap Esa Karte Hai To Apki Ads Kisi Or Website Par Publish Kar Di Jati Hai To
Apka Adsense
Account Disable Or Suspend Ho Sakta Hai. Es Liye Apne Adsense Ads
Code Ko Secret Rakhe.
Step 6:
Adult Content Or Hacking Tricks Related Not Allowed
Ap Apne
Blogger Or Website Par Kabhi Bhi Sex Or Adult Content And Hacking Or Crime
Content Kabhi Na Dale. Agr Ap Apni Site Ja Blogger Par Adsense Ka Use Kar Rahe
Hai. Agr Ap Ese Content Daloge Toh Apka Adsense Account Ban Or Disable Ho Sakta Hai. Aise
Post Dalne Par Adsense Bhut Nafrat
Karta Hai. Agr Ap Apne Adsense Ko
Disable Or Ban Hone Se Bachana Chahate Hai To Aise Keyword Ka Use Na Kare.
Step 7:
Invalid Clicks
Khash
Kar Jo New Bloggers Hote Hai Bho Adsense Approved Hote He Earning Ke Sapne Dekhne Lag Jate Hai. Jab Ki
Esa Nahi Hai Ki Blogger Se Adsense Approved Karne Se Ap Usi Time Earning Nahi Kar
Sakte Hai. Earning Karne Ke Liye Hard-work Karna Padta Hai. Kuch Aise Bloggers
Hai Jo Earning Karne Ke Liye Apne Friends Ko Apne Blogger Par Lgai Ads Par
Click Karne Ke Liye Bol Dete Hai. Jab Ki Adsense Apki Har Ek Activity Par
Najar Rakhta Hai. Es Activity Ka Adsense Ko Pata Chal Jata Hai. To Bho Apka Adsense Account
Invalid Activity Ke Karn Apka Adsense Account Disable Or Suspend Kar Deta Hai.
Step 8:
Paid Traffic
Agr Ap
Kisi Paid Tarffic Provider Se Adsense Ke Sath Judi Site Par Tarffic La Rahe
Hai. Toh Esa Na Kare Kyuki Yeh Adsense Rules Ke Khilaf Hai Or Adsense Esko
Allowed Nahi Karta Hai. Agr Ap Paid Tarffic Lete Hai To Adsense Apke Account Ko
Disable Kar Sakta Hai.
Toh
Dosto Agr Ap Upar Di Gai Jankari Ko Ache Se Follow Karte Hai To Apka Adsense
Account Hamesha Safe Rahega Or Agr Ap Adsense Se Sath
Jude Rehna Chahate Hai Toh Eske Rules Or Terms Or Services Ko Follow Karna
Padega. Agr Apko Upar Di Gai Jankari Mai Kuch Samj Nahi Lga Ho To Ap Niche
Comment Mai Push Sakte Hai..
No comments:
Post a Comment