Aadhar Card Ko Pan Card Se Kaise Link Kare 1 Minutes Me - MRD INFO

Breaking

Wednesday, March 25, 2020

Aadhar Card Ko Pan Card Se Kaise Link Kare 1 Minutes Me

www.mrdinfo.com

How To Link Adhar Card With Pan Card Online In Just 1 Minutes/ Aadhar Card Ko Pan Card Se Kaise Jode 1 Minutes Mai

       Hello Dosto Aj Mai Apko Es Article Mai Batane Wala Hoon Ki Ap 1 Min Mai Apne Aadhar Card Ko Pan Card Se Kaise Jod Sakte Hai. 
      Dosto Kender Sarkar Ke Naye Aadesh Ke Mutabik Ab Sabi Logo Ko Apne Pan Card Ko Aadhar Card Se Link Karna Jaruri Ho Gaya Hai. Agr Koi Bhi Person Esa Nahi Karta Hai Toh Uska Pan Card Reject Kia Ja Sakta Hai. Pan Card Ko Adhar Card Se Link Karna Esi Liye Jaruri Hai. 
        Aj Ke Time Mai Income Tax Return (ITR) Bharne Ke Liye Pan Card Or Adhar Card Ko Jaruri Kar Diya Hai. Esliye Agar Apka Pan Card He Reject Ho Gaya Hai Toh Apka Income Tax  Return Bhi Fas Sakta Hai.
Tax Ki Chori Se Niptane Ke Liye Or Desh Mai Tax Collection Bhadhane Ke Liye Pan Card Ko Adhar Card Se Link Karna Jaruri Kar Diya Hai. 

        Toh Dosto Jitna Jaldi Ho Sake Ap Bhi Apne Pan Card Ko Apne Adhar Card Se Link Kar Le. Agar Apko Nahi Pata Hai Ki Pan Card Ko Adhar Card Se Kaise Link Kiya Jata Hai Toh Ham Apko Bata Dete Hai. Esliye Bas Ap Niche Diye Gaye Kush Asan Steps Ko Dhean Se Follow Kare:-

Step 1. Sabse Pahele Ap Es Link Par Click Karke Income Tax E-Filling Ki Website Mai Jaye Or Fir Link Adhar Card Par Click Kare.
                                                           www.mrdinfo.com

Agar Ap Chahe Wale Link Par Click Karke Bhi Es Page Par Ja Sakte Hai:- Click Here To Link Adhar Card With Pan Card

Step 2. Ab Apke Samne Ek Form Open Hoga Jismai Apko Apne Pan Card Or Adhar Card Ki Details Fill Karni Hai.

www.mrdinfo.com


1.) Form Mai Sabse Pahele Pan Number Dale Or Fir Uske Badh Adhar Card Number Dale.
2.) Ab Apka Jo Aadhar Card Mai Nam Hai Bahi Nam Name As Per Aadhar Ke Agge Bane Box Mai Dale.
3.) Agr Apke Aadhar Card Mai Date Of Birth Ki Jagh Year Of Birth Hai Toh I Have Only Year Of Birth In Aadhar Card Ke Agge Bane Check Box Mai Click Kare.
4.) End Mai Capt-ha Code Ko Verify Karke Link Aadhar Button Par Click Kare.
Toh Dosto Es Tarh Se Ap Bas 1 Min Mai Apna Aadhar Card Apne Pan Card Se Link Kar Sakte Hai.

Agar Apko Es Article Se Related Or Jankari Chahiye To Niche Comment Karke Puch Sakte Hai...





No comments: