Best Top 10 Tips Android Phone Hang Hone Se Rokne Ke in Hindi - MRD INFO

Breaking

Wednesday, March 25, 2020

Best Top 10 Tips Android Phone Hang Hone Se Rokne Ke in Hindi



Hello Dosto Mera  Nam Rajinder Singh Hai Aj Mai Apko Es Post Mai Aise Top 10 Best Tips Batane Wala Hoon. Jin Ki Madad Se Apka Mobile Kabi Hang Ni Hoga..

www.mrdinfo.com



Dosto Main Point Par Hum Jaate Hai. Dosto Jeh Tips Only Android Mobile Walo Ke Liye Hai. Es Liye Apke Pas Android Mobile Hona Chahiye Aj Kal Jyadatar Log Android Mobile He Use Karte Hai.

Mobile Hang Hone Se Rokne Ke Best Top 10 Tips:-

(1):- Apke Mobile Mai Jo Bhi Anti Virus Or Jo Bhi Cleaning Ke Apps Installed Hai Unhe Pahle Uninstall Kar De Jis Se Ap Apne Mobile Ko Hang Hone Se Rok Sakte Hai.

(2):- Important Bat Ap Jo Bhi Apps Ka Use Nahi Karte Hai Unka Application Manger Mai Jakar Force Stop Karde Kyuki Wo Sabi Apps Jab Running Mai Hote Hai Or Apke Mobile Ko Bahut Hang Karte Hai Esa Karne Se Ap Apne Mobile Ko Hang Hone Se Rok Sakte Hai.

(3):- Apke Mobile Mai Na Jane Bahut Se Apps Honge Ab Jo Apps Ap Use Nahi Karte Hai Un Sabhi Apps Ko Uninstall Karde Kyuki Befaltu Apps Apke Mobile Ke Liye Hang Hone Ka Karn Ban Sakte Hai Kyuki Unka Data Storage Dhire-Dhire Bhadta Jata Hai Or Apko Pta Bhi Nahi Chalega Ki Apka Mobile Hang Kyu Ho Raha Hai.

(4):- 1 Week Ke Badh Kuch-Kuch Apps Ka Data Clear Bhi Karte Rahe Kyuki Data Badh Jane Pe Mobile Hang Hone Lag Jata Hai.

(5):- Agar Apne Naya Phone Liya Hai To Ap Apne Mobile Mai Dhada Dhad App Install Mat Kare Kyuki Esa Karne Se Naya-Naya Mobile Load Nahi Le Sakta Or Kuch He Dino Badh Apka Mobile Hang Hone Lag Jayega.  

(6):- Jyada Tar Log Internal Storage Mai Apps Install Karte Hai To Esa Karne Se RAM Par Bhi Load Bhadega Or Mobile Hang Hone Lag Jayega Isliye Jydatar Apps Ko Memory Card Mai Move Karke Transfer Karde Is Tarh Ap Apne Mobile Ko Hang Hone Se Rok Sakte Hai.

(7):- Agar Ap Mobile Mai Internet Chalate Ho To Data On Karne Ke Badh Kuch Der Ke Liye Kabhi Bhi Tuch Mat Kariye Kyuki Ap Jab Bhi Data On Karte Hai Tab Bahut Si Proccess On Ho Jaati Hai Jaise Ki Whatsapp, Facebook Notifications, Hike, Telegram, Any Update Etc Or Agr Ap Kahi Pe Tuch Karenge To System Bahot Hang Hoga Kyuki Saamne Bahut Si Process Chal Rahi Hoti Hai Or Ap Or Bhi Chalana Chahte Ho To Kuch Notifications Ko Full A Jaane Ka Wait Kare Badhmai Unko Open Karle Badh Mai He Kuch Kam Kare.

(8):- Ho Sake To Apne Mobile Ka Internal Storage Ko Clear Rakhe Mens Ki Apne Mobile Ki Memory Mai Kuch Bhi Load Mat Kare Or Memory Card Mai Bhi Kuch Space Rakhe Jaise Ki Apke Pas Agr 8 GB Ka Memory Card Hai To Apko 2 GB Tak Ki To Space Rakhni He Hogi.

(9):- Bar-Bar Apne Memory Or Mobile Ko Pc Mai Connect Karke Anti Virus Se Sacan Karte Rahe Kyuki Kuch Virus Honge To Wo Nikal Denga Es Tarah Se Bhi Ap Apne Mobile Ko Hang Hone Se Rok Sakte Hai.

(10):- Ap Bahot High Level Ke Games Or Browser Use Karte Ho Jaise Ki Google Chrome, Mozilla, UC Aise  High Level Ka Jo Bhi Browser Ho Clear Data Jarur Kare Kyuki Jyadatar Apke Mobile Ko Ye He Browser Hang Karte Hai Un Sabhi Ke Andar Se Clear Data, Clear History Ye Sab Jarur Kare Ta Jo Apke Mobile System Pe Bahut Kam Load Ho Es Tarh Se Bhi Ap Apne Mobile Ko Hang Hone Se Rok Sakte Hai.

Dosto Maine Jeh Top 10 Best Tips Apke Sath Share Kiye Hai Or Jeh Tips Apke Or Apke Friends Ke Liye Bahut Helpfull Hoge  Agar Apke Kisi Friends Ja Apke Kisi Family Memers Ka Phone Hang Ho Raha Hai To Jeh Post Unko Share Jarur Kare...

No comments: