Latest Youtube Monetization Policy 2018 In Hindi - MRD INFO

Breaking

Wednesday, March 25, 2020

Latest Youtube Monetization Policy 2018 In Hindi

Youtube Ki Latest 2018 Monetization Policy Kya Hai Detail Mai Jan Lete Hai.
Channel Par Advertisement Ke Liye Youtube Ki Terms And Condition Hai Jaise Monetize Ke Liye View Kitna Hona Chahiye, Subscribe Kitne Hone Chahiye Or Watch Time Kitna Hona Chahiye.

March 2017 Mai Esi Koi Condition Nahi Thi Lekin April 2017 Mai Youtube Ne Apne Official Blog Par Update Kar Ke New Youtuber Ke Liye Jhatka De Diya Hai. 

2017 Mai Youtube Policy Ke Mutabik Youtube Monetization Ke Liye Minimum 10,000 View Hona Chaiye. Jab Jeh Condition User Pura Kar Lega Tab Adsense Ke Liye Apply Kar Sakta Tha. Uske Vadh Youtube Team Manually Channel Ka Review Karegi Or Agar Youtube Channel Ke Sabhi Guidelines Ko Follow Kar Raha Hai Toh Uska Monetization Request Accept Kiya Jaega.

New Monetization Policy Update 2018
Jeh Post Ka Main Maksad Jahi Batana Hai. April 2017 Mai Jhatka Dene Ke Vadh Bhi Kuch Sudhar Samj Nahi Aa Raha Tha. Esliye 16 January 2018 Ko Fir Se Ek Jordar Jhatka De Diya Gaya Jo April 2017 Ke Jhatke Se Kai Guna Bda Hai. Youtube Ke Es Action Se Kai Logo Ka Dil Tut Gaya. Ab Monetization Apply Karna Bahut Muskil Ho  Gaya Hai.

Lekin Es Upadte Se Ghbrane Ki Koi Bat Nahi Hai. Isse  Quality Content Banane Walle  Ko Bahut Help Milega. Copy Pase Par Bahut Hadh Tak Control Kiya Jaega.

10,000 View Ke Liye Social Media Share Ja Kuch Aise Bhi Android App The Jisse Kar Liya Jata Tha Lekin Abh Jeh Allowed Nahi Hai.

Google Adsense Terms And Conditions For Youtube 2018 In Hindi
Ab Youtube Se Paisa Sirf Or Sirf Quality Content Se He Earn Kia Ja Sakta Hai. January 2018 Ke Update Ke Mutabik:-
* 4000 Hours Ka Watch Time:- Matlab Apki Youtube Ki Sabhi Videos Ko Melakar 4000 Hours Dekha Ja Chuka Ho. 4000 View Nahi 4000 Hours 4000×60 =2,40,000 Minute.
*1000 Subscriber:- Channel Par 1000 Subscriber Bhi Hona Chahiye. Jabki 1000 Subscriber Ho Jane Par Paid Content Bhi Dal Sakte The. Lekin Starting Karne Ke Liye 1000 Subscriber Chahiye.
*Time Limit:- 4000 Hours Ka Watch Time Or 1000 Subscriber Itne Se Youtube Ka Man Nahi Mana Time Or Bhi De Diya 1 Year Ka.

Dosto Agar Apko Post Acha Laga To Ap Es Post Ko  Apne Friends Ke Sath Jarur Share Kare.....

No comments: