Test My Internet Speed:- Hello Friends India Mai
Bahut Sare User Ko Slow Internet Speed Ka Samna Karna Padta Hai. Jiske Karan
Unka Work Sahi Tarike Se Nahi Ho Pata. Aj Ham Apke Liye Aisi Triks Ke Bare Mai
Batane Ja Rahe Hai Jis Se Ap Apne Laptop Ja Mobile Ki Internet Speed Ko Badi
Asani Se Check Kar Sakte Hai Or Sath He Apko Jeh Bhi Pta Chal Jaega Apke Area
Mai Konsi Company Sabse High Speed Provide Kra Rahi Hai
Agar Ap Laptop Use Kar Rahe Hai Toh Ap National
Broadband Speed Investigation Agency Mens UCLA Ke Duwara Banai Gai Website Par
Jakar One Click Karke Apne Internet Ki Speed Check Kar Sakte Hai.
Note:- National Broadband Speed Investigation
Agency Mens UCLA Ke Duwara Banai Gai Website Dunia Bhar Ke Desho Ki Internet
Speed Check Karta Hai Or Sabse High Internet Speed Or Slow Internet Speed
Vale Desho Ki Jankari Provide Karta Hai.
Internet Ki Speed Check Kaise Check Kare:-
1.Sabse Pahele Apko Apne Laptop Ja Mobile
Browser Ko Open Karna Hai.
2.Uske Vadh National Broadband Speed
Investigation Agency Mens UCLA Ke Duwara Banai Gai Website Speedtest.Net Par
Jana Hai.
3.Agar Ap Laptop Use Kar Rahe Hai To
Apko Speedtest.Net Click Karke Apne Internet
Ki Speed Check Kar Sakte Hai.
4.Speedtest.Net Website
Par Click Karne Ke Vadh Go Par Click Karna Hai Apko Apke Internet Ki
Speed Pata Chal Jaegi.
5.Agar Ap Mobile Use Kar Rahe Hai Toh Apko
Apne Mobile Ke Play Store Se Speedtest By Ookla Nam Ki Application
Install Kar Lena Hai. Or Es Apllication Se Ap Apne Mobile Mai Chal Rahe
Internet Ki Speed Check Kar Sakte Hai.
No comments:
Post a Comment