Hello Friends Aj Hum Apko Batyege KI Kaise Ap Youtube Ki
Video Ko MP3 Mai Convert Kar Sakte Hai?
How To Convert Youtube
Video to Audio on Android Phone And PC?
Agar Ap Bhi Youtube Video Ko MP3 Mai Convert Karna Sikhna
Chahate Hai to Niche Diye Gaye Steps Ko Follow Kijiye:-
Step 1: Sabse Pahale Apko YouTube Ko Open Karna Hai.
Step 2: Uske Badh Ap Jis Bhi Video Ki Audio Ko Download Karna Chahate Hai Use Youtube Mai Open
Kar Le.
Step 3: Ab Apko Share Icon Mai Click Karna Hai.
Step 4: Fer Apko Video Ka Link Copy Kar Lena Hai.
Step 5: Uske Badh Apko
Ane Phone Mai Chrome Browser Ko Open Karna Hai.
Step 6: Ab Apko Google Mai Youtube To MP3 Convert Search
Karna Hai.
Step 7: Uske Badh Apko Jo Bhi Pahala Link Ayega Usmai Click Kar Dena Hai.
Step 8: Ab Apne Jo Video Ka URL Link Copy Kia Tha Use Box Mai Paste Kar Dena Hai Fir Apko Convert Mai Click Karna Hai.
Step 9: Ab Apko Download Mai Click Kar Dena Hai. Uske Badh
Audio Download Ho Jayegi.
Toh Friends Hamne Aj Ess Post Mai Sikha Ki How To Convert Youtube Video to Audio On Android Pone And Pc.
Agr Apko Jeh Post Pasand Aye Toh Es Post Ko Jyada Se Jyada Share Kare Or Agar Apko Youtube Se Related Koi Bhi Problem
Hai Toh Hume Comment Box Mai Jarur Bataye.
No comments:
Post a Comment